Zindagi Ki Rahon Mein Lyrics – Sonu Nigam

Zindagi Ki Rahon Mein Lyrics is a Hindi sad song sung by Sonu Nigam. Lyrics of Zindagi Ki Rahon Mein Ranjo Gam Ke Mele Hai song are written by Saba Afgani. Music is given by Nikhil-Vinay and label is T-Series.

Song – Zindagi Ki Rahon Mein
Singer Sonu Nigam
Lyrics – Saba Afgani
Music – Nikhil-Vinay
Label – T-Series

Zindagi Ki Rahon Mein Lyrics

Zindagi ki rahon mein
Ranjo gam ke mele hai

Ho oo oo
Ha aa aa
Ho oo oo
Ha aa aa

Zindagi ki rahon me ranjo gam ke mele hai
Zindagi ki rahon me ranjo gam ke mele hai

Bheed hai kayamat ki, bheed hai kayamat ki
Bheed hai kayamat ki aur hum akele hai
Aur hum akele hai, aur hum akele hai
Zindagi ki raho me ranjo gam ke mele hai

(Music)

Aaine ke sau tukde hamne karke dekhe hai
Aaine ke sau tukde hamne karke dekhe hai
Aaine ke sau tukde hamne karke dekhe hai

Ek me bhi tanha the
Ek me bhi tanha the sau me bhi akele hai
Ek me bhi tanha the sau me bhi akele hai

Bheed hai kayamat ki, bheed hai kayamat ki
Bheed hai kayamat ki aur hum akele hai
Aur hum akele hai, aur hum akele hai
Zindagi ki rahon me ranjo gam ke mele hai

(Music)

Jab shabaab aaya hai aankh kyun churate ho
Jab shabaab aaya hai aankh kyun churate ho
Jab shabaab aaya hai aankh kyun churate ho

Bachpane me hum aur tum
Bachpane me hum aur tum sath sath khele hai
Bachpane me hum aur tum sath sath khele hai

Bheed hai kayamat ki, bheed hai kayamat ki
Bheed hai kayamat ki aur hum akele hai
Aur hum akele hai, aur hum akele hai
Zindagi ki raho me ranjo gam ke mele hai

(Music)

Gesuo ke saye me hamne shab gujari hai
Ho gesuo ke saye me hamne shab gujari hai
Gesuo ke saye me hamne shab gujari hai

Aapse juda hoke
Aapse juda hoke aaj tak akele hai
Aapse juda hoke aaj tak akele hai

Bheed hai kayamat ki, bheed hai kayamat ki
Bheed hai kayamat ki aur hum akele hai
Aur hum akele hai, aur hum akele hai
Aur hum akele hai, aur hum akele hai
Aur hum akele hai, aur hum akele hai

We hope you understood the song Zindagi Ki Raho Mein lyrics. If you have any issues regarding the lyrics of Zindagi Ki Rahon Mein Ranjo Gam Ke Mele Hai song, please contact us. Thank you.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top