ज़रूरी था / Lyrics Of Zaroori Tha – Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori Tha is a heart touching song from the album ‘ Back 2 Love’ sung by Rahat Fateh Ali Khan. The lyrics of zaroori tha are written by Khalil-Ur-Rehman Ali Khan and music is given by Sahir Ali Bagga. This song was released in 2014. Enjoy the lyrics of zaroori tha song. Song- Zaroori Tha Album- Back 2 Love SingerRahat Fateh Ali Khan Lyrics- Khalil-Ur-Rehman Qamar Music- Sahir Ali Bagga Year- 2014


Zaroori Tha Lyrics in Hindi

लफ्ज़ कितने ही तेरे पैरों से लिपटे होंगे …. तूने जब आख़िरी खत मेरा जलाया होगा …. तूने जब फूल किताबों से निकाले होंगे …. देने वाला भी तुझे याद तो आया होगा ….

तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था मोहब्बत भी ज़रूरी थी बिछड़ना भी ज़रूरी था

ज़रूरी था की हम दोनों तवाफ़े आरज़ू करते मगर फिर आरज़ूओं का बिखरना भी ज़रूरी था

तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था….

(संगीत )

बताओ याद है तुमको वो जब दिल को चुराया था चुराई चीज़ को तुमने ख़ुदा का घर बनाया था

वो जब कहते थे मेरा नाम तुम तस्बीह में पढ़ते हो मोहब्बत की नमाज़ों को कज़ा करने से डरते हो

मगर अब याद आता है वो बातें थी महज़ बातें कहीं बातों ही बातों में मुकरना भी ज़रूरी था

तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था

(संगीत )

वही हैं सूरतें अपनी वही मैं हूँ, वही तुम हो मगर खोया हुआ हूँ मैं मगर तुम भी कहीं गुम हो

मोहब्बत में दग़ा की थी सो काफ़िर थे सो काफ़िर हैं मिली हैं मंज़िलें फिर भी मुसाफिर थे मुसाफिर हैं

तेरे दिल के निकाले हम कहाँ भटके कहाँ पहुंचे मगर भटके तो याद आया भटकना भी ज़रूरी था

मोहब्बत भी ज़रूरी थी बिछड़ना भी ज़रूरी था ज़रूरी था की हम दोनों तवाफ़े आरज़ू करते मगर फिर आरज़ूओं का बिखरना भी ज़रूरी था

तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी ज़रूरी था

 

Zaruri Tha Lyrics in English Fonts

Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge Tune jab aakhiri khat mera jalaya hoga Tune jab phool kitabon se nikaale honge Dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga

Teri aankhon ke dariya ka Utarna bhi zaroori tha Mohabbat bhi zaroori thi Bichadna bhi zaroori tha

Zuroori tha ki hum dono Tawaaf-e-aarzoo karte Magar phir aarzu’on ka Bikharna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya ka Utarna bhi zaroori tha

(Music)

Bataao yaad hai tumko Woh jab dil ko churaya tha Churaai cheez ko tumne Khuda ka ghar banaya tha

Woh jab kehte the Mera naam tum tasbih mein padhte ho Mohabbat ki Namaazo ko Qara karne se darte ho

Magar ab yaad aata hai Woh baatein thi mahaz baatein Kahin baaton hi baaton mein Mukarna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya ka Utarna bhi zaroori tha

(Music)

Wahi hai sooratein apni Wahi main hoon, wahi tum ho Magar khoya hua hoon main Magar tum bhi kahin gum ho

Mohabbat mein dagha ki thi So kaafir the so kaafir hain Mili hain manzilein phir bhi Musaafir the, musaafir hain

Tere dil ke nikaale hum Kahaan bhatke, kahaan pahunche Magar bhatke toh yaad aaya Bhatakna bhi zaroori tha

Mohabbat bhi zaroori thi Bichhadna bhi zaroori tha Zaroori tha ki hum dono Tawaaf-e-aarzoo karte Magar phir aarzu’on ka Bikharna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya ka Utarna bhi zaroori tha

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top