Skip to content

Gajban Pani Ne Chali Translation in Hindi

    Gajban Pani Ne Chali starring Sapna Chaudhary is a Haryanvi song sung by Vishvajit Chaudhary. A lot of people don’t know the meaning of Gajban Pane Ne Chali song. Some people wants to know the meaning of Gajban in the song. So, here is the translation of song Gajban Pani Ne Chali in Hindi. Read Gajban Pani Ne Chali meaning in Hindi.


    Song – Gajban Pani Ne Chali
    Singer – Vishvajeet Choudhary
    Lyrics – Mukesh Jaji
    Music – Music MJ (Aman Jaji)


    Gajban Pani Ne Chali Meaning In Hindi

    Chundari Jaipur te mangwai
    Re Indhi sone ki ghadwaai
    Chundari Jaipur se mangwaai hai
    Or sone ki Indi banwaai hai

    Gale me kanthi ger ke ne
    Tokni Chandi ki ya thai
    Gale me necklace pehan kar
    Chandi ki tokni (pani lane ka pitcher) uthai hai

    Roop kati nikhra
    Paat rya jikra
    Bahu kayi maan gi kaylli
    Bilkul nikhra hua roop hai
    Or har taraf charcha hai
    Bohot sari ladies tumhare roop ko dekhkar sarminda hai

    Daman niche pehri jutti
    Bangi dekho cheej kasooti
    Ya gajban pani ne chali
    Daman (Ghaaghra) ke niche jutti pehnkar
    Bahut he sunder/hot ban gayi hai
    Lover/Wife pani lene chal padi

    (Music)

    Nolakhe ne fail kare tere mathe aala tikka
    Aankhya ke kajal ke aage sara sauda fikka
    Naulakha haar bhi tumhare forehead wale tikke ke samne kuchh nhi
    Tumhari aankho ke kajal ke samne har cheej feeki pad rahi hai

    Chand ka tukda
    Bairan ka mukhda
    Kasooti gaala pe lali
    Tumhara chehra bilkul
    Chand ke tukde jaisa hai
    Or gaalo pe laali achi lag rahi hai

    Daman niche pehri jutti
    Bangi dekho cheej kasooti
    Ya gajban pani ne chali
    Daman ke niche jutti pehnkar
    Bahut he sunder/hot ban gayi hai
    Lover/Wife pani lene chal padi

    (Music)

    Payal bhi pyari laage or khudka bhi anmol kati
    Jhumke bhi dikhe se mehange patya konya tol kati
    Payal bhi bohut pyari lag rahi hai
    Aur khudka (Kamar ki taagdi) bhi anmol hai
    Jhumke bhi bahut mehange mag rahe hai
    Inka bhi koi mol nahi hai

    Ya dekho haanshi
    Kare Badmashi
    Naak me nathli ya daali
    Tumhari smile bohot sararati hai
    Or nose me nathli (naak me pehan ne ka aabhusan) pehni hai

    Daman niche pehri jutti
    Bangi dekho cheej kasooti
    Ya gajban pani ne chali
    Daman ke niche jutti pehnkar
    Bahut he sunder/hot ban gayi hai
    Lover/Wife pani lene chal padi

    (Music)

    Ambara aali hoor pari kuch konya iske aage
    Mukesh Jaji dekh liye aaj bheed kuwe pe laage
    Aasmaan ki pari iske aage kuchh nahi hai
    Mukesh Jaji (Writer of the song) chahe dekh lena aaj kuwe pe bheed lagne wali hai

    Gaam ka mausam
    Ban gya osm
    Baaji Dila me taalli
    Gaon ka mausam bilkul awesome ban gaya hai
    Or sabke dilon me ghanti baj rahi hai

    Daman niche pehri jutti
    Bangi dekho cheej kasooti
    Ya gajban pani ne chali
    Daman ke niche jutti pehnkar
    Bahut he sunder/hot ban gayi hai
    Lover/Wife pani lene chal padi

    Gajban Pani Ne Chali Full Lyrics in Hindi

    Hope you understand Gajban Pani Ne Chali Meaning in Hindi. If you find any mistake in Gajban Pani Pani Ne Chali translation or you have any issue to understand the meaning of the song Gajban in Hindi, then please comment below. Thank you.

    18 thoughts on “Gajban Pani Ne Chali Translation in Hindi”

      1. Gaam ka mausam ban Gaya Osam.Does osam mean awesome. In case yes, whether poet has used English word in this haryanavi/marbadi song.

      1. हेलो अर्पिता, जब औरत पानी लेने जाती है तो पानी के मटके के निचे सर पर रखी जाने वाली गोल चक्कर जैसी वस्तु को इंढि कहते है, इंढि की सहायता से पानी का घड़ा आसानी से सर पर रखा जा सकता है

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *